Tere Jism 2 - Altaaf Sayyed Lyrics
| Singer | Altaaf Sayyed |
| Music | Altaaf & Manny |
| Song Writer | Anand |
Iss dil ki bechainiyon ko
Ab rahat mil chuki hai
Do jismon ko chahat ki
Ijaazat mil chuki hai
Iss dil ki bechainiyon ko
Ab rahat mil chuki hai
Do jismon ko chahat ki
Ijaazat mil chuki hai..
Tere labon ko chhune ki
Ab khwahish ho chuki hai
Meri aankhon ko tere chehre ki
Ab aadat ho chuki hai
Meri aankhon ko tere chehre ki
Ab aadat ho chuki hai
Ab thaam ke iss dil ko
Sun lo zara tum
Jo bhi hai dil mein ab toh
Keh lo zara tum
0 Comments