Badnaamiyan - Armaan Malik Lyrics- szonelyrics

 

Badnaamiyan - Armaan Malik Lyrics

Singer Armaan Malik
Music Baman-Chand
Song Writer Rashmi Virag

Zindgaani ke lamhon ko tere naam kar diya
Khud ho teri hi khatir badnaam kar diya

Badnaamiyan milin, tanhaiyan badhin
Badnaamiyan milin, tanhaiyan badhin

Main teri aankhon mein
Dekhta hoon khud ko
Tumko kya dikhta hai
Meri nazron mein kaho

Dekhte chaahte sunah ko shaam kar diya
Khud ho teri hi khatir kurban kar diya

Badnaamiyan milin, tanhaiyan badhin
Badnaamiyan milin, tanhaiyan badhin

Zindgaani ke lamhon ko tere naam kar diya
Zindgaani ke lamhon ko tere naam kar diya
Khud ho teri hi khatir badnaam kar diya

Badnaamiyan milin, tanhaiyan badhin
Badnaamiyan milin, tanhaiyan badhin



Post a Comment

0 Comments